DIL ME SANJOKAR

दिल में संजोकर
दिल में संजोकर रखलो गले में पहन लो माला बना कर
१. विपत्ति के समय में तुम्हारा दिलासा वचन प्रभु का - २
२. रात्रि के समय में तुम्हारा उजाला वचन प्रभु का - २
३. संकट के समय में तुम्हारा सहारा वचन प्रभु का - २
Dil me sanjokar
Dil mein sanjokar rakhlon gale mein pahan lo mala bana kar
1. Vipatti ke samay mein tumhara dilasha vachan prabhu ka - 2
2. Ratri ke samay mein nikatata ujaala vachan prabhu ka - 2
3. Sankat ke samay mein ghan sahayog vachan prabhu ka - 2
0 Comments